how to create a bootable pendrive for windows or linux:- aaj hum baat karege ki kaise usb and pendrive ko butable kaise karte hai windows and Linux se. hame jarurat ku hai butable karne ki phale ma aapko bata du ki agar maan lo aapki windows ki cd/dvd kharba ho gai ya aapki paas time nhi hai market se buy karne ki liye to aap aram se apni pen drive butable kijiye or system me
install kijiye.

how to create a bootable pendrive for windows or linux

USB bootable karne ke 2 mathod hai.
1.first cmd command se but isme apne ko img file or kuch command ki jarurat hai.
2.second method power iso software se yah ek acha mathod hai or easy bhi hai
isme apne ko sirf 3 mb ka power iso software download karna hoga and windows ya
linux jisme bhi bootable karna hai uski img file ok so let me start .

how to create a bootable pendrive for windows or linux

first power iso software download karna hai.

  • apne computer me pendrive insert karna hai.
  • power iso software ko open karna hai.

Untitled

  • open karne ke baad Isme Aapko ” tools” me jana hai jo menu baar me hai.
  • create bootable usb drive” par click karna hai, uske baad software close hokar open hoga

3

  • Last me IMG file select karni hai, Agar aap bootable karna chahte hai to phale aapko uski IMG file download karni hai simple google pe search kar sakte hai “windows 10 IMG file download”.
  • Itna kaam karne ke baad aapko apni pendrive select karni hai, carefully yaha pe agar aapne koi dusri pendrive apne system me laga rakhi hai to usko nikal de kuki galti se bhi dursi pen drive select kar li to aapke pendrive ka data delete ho sakta hai.
Kuch time wait karna hai something 10 min. tak ka time to lag hi jata hai or aapke system par depend karta hai Ek baar Aapki pendrive bootable ho gai to Aap without cd  or dvd apne computer system me windows and linux jo bhi aap chahe wo install kar sakte hai.
share with your friends
see also: